रविवार, 28 जून 2020

'शी जिन पिंग की मन की बात,Action Plane ,Mind Game'

"Xi Jin Ping Strategy to take India and Pakistan"


" Political Mind Game  "



Mind_Game_Strategy_XI_Jin_Ping



Ess Article ke madhyam se ham XI Jin Ping ki Vistar vadi soch aur Nitiyo'n ke vishay me vistar se janenge ...


...
Xi jin pig "socha tha ki BJP ek extremism hindu party hai, jiski vichardhara ,Atnkvaad, kattar muslim  virodi hai , Pakistan ka kachumar nikal degi,
 
Arthik ,Samrik, Rajnaitik, Bhaugolik,chautarfa nakel kass  degi  ,pakistan duniya bhar me mara mara phirega, America lat mar ke bhaga dega, phir abhaga ,apne hi pair khulhadi ka mara,bhaga bhaga meri shan me ayega,charanamrit piyega, phir mai use vardan dunga "jao Aatnki falo fulo, Tathastu " enhe palo, posho, Nafrat ka jahar pilao,

Kha pee kar mote tagde hojayenge to bhej dunga india, upadrav karne keliye,jaljala nahi lana ,nahi vardaan khatm hojayega ,khud hi niptna,khali uljahye rakhna hai,india ne jayada chi chipid kiya to edhar se Gardan mai marod diya karunga, Muh pe chines itam thus dunga,ess tarh dhandhe ka ganda khel bhi chalta rahega, 

esi liye Modi ke sath jhule bhi jhula, sath doklam,fafra ,bhi khaya,ghar bhi bulaya,kekda biriyani,gular ka achar,sanp ki mundi ka sorma bhi pilaya,( Modi ko bhaut  deta hai) ,
sab ulta pulta hoga,mere bachhe corona ye tune kya kar diya ? apne baap ka dam ghot ke marega kya?

edhar mai rajai,pe rajai ki ganth baithane pe laga hun?
udhar wo laal bandar (Trump)meri rajai  khichne me laga hai? meri fate chatai to teri bhi khich lunga Rajai,chain ki need kaise sou,n  sang lugai'duniya dari dhandhe ko mix kar gud gobar banna dega lagta hai,door se hi log ulti karte hai, pas aate hai to naak dabab ke aate hai,

meri hole me pole dal kar hi lagta hai manega ,duniya bhar dhindhora pit raha, karza aur corona marj dono ek hi hai,dono se social distence bana kar rakho,corona,se bach bhi gaye

to karze se mar diye jaoge,Naak pakad kar south china sea ka pani muh me daal raha upar se, mere dard pe koi marham to lagayega nahi, maine bhi to kabhi kisi ke dard pe marham lagaya nahi,  tension pe tension, kya karu? ,kya na karu? idea! work out plane expansion!

sabhi padosiyon ki kaan marodta hun, Russia? sochna bhi gunah hai, gardan hi marod dega, sari chalaki dhari ki dhari rah jayegi, pahle kiski marodun? vitnam?Tiwan? Hongkong? bagairah Bagairaha  n0,Yes ,₩¥$%÷,¥×€=÷, (Calculation bhaut karta hai, har kaam balance sheet ke hisab se)


pahle Modi ki, edhar se kaan marodunga, udhar se sapole chhod dunga, jitna chikhe, chillayega, ye piddi khud hi dar jayenge?
ye kya ?


He nastik ke khuda ! Astik ka khuda tum par Bhari kyun pad raha ?

kya socha tha aur kya ho raha? 

Modi lagta hai upar chadh kar baith jayega?

border quick fix se  tite karne me laga hai? 
  vyapar bhi chaupat horaha?

sari chalakiya ulti pad rahi? 
  pakad dhili padti ja rahi?

koi dar hi nahi raha? 
kya kare?Kya na kare? 

piddiyon par pressure badhaunga to laal bandar  ghat laga kar baith,
 bill se nikla ki panje sar kuchal dega,


mere bete korona, sun raha hai na, usski ankh fod do na?sab mile hue hai ji, apne baap ki lekar hi manega?

 bhaav vaise bhi koi nahi deta,thukna ,Thukna bas bas bacha tha, sav Teri vajah se ho raha,
giddh (Putin) sath de de to sabse nipat lun?
phir laal bandar aur uske Nato sena ko Auto sena banadunga?
puri duniya mere under down hojayegi,mai mahasktishali desh ka Mahan Raja,


lekin ye giddh aisa hone nahi dega, ,meri majburi ka fayda uthakar andar hi andar maal kha raha,  chalu hanthiyar hume deraha  , usse achhe  hanthiyar india ko deraha,

 humare khud ke tik tok  hanthiyar? tik hai, jaise bhi banaya ,tay tay fissss hogaye to?
ho hi  jayenge? mujhe apne sapolo ki kabliyat par pura bharosha hai, nahi to etna prapogenda kyun karta?


agar eske safed kabutar ,india ko lagdi mar ke tagdi tod diya jaye, giddh aur laal bandar  dono ki apas me clash karwa di jaye to clash of titne ho jaye, slow down economy, down pour hojaye,Europe ko silk Belt (Resam marg) se kas dunga , 

9Dash ka sara elaka hanthiya lunga,tik tok me video bana bana kar  Sabhi piddiyon Ko apne jaal me faas lunga, tab ja kar mera sapne ka akar sakar hoga,duniya me meri hukumat mera samrajjya hoga,Duniya kahegi, king of titne shi jin pig" sorry ping.

शनिवार, 20 जून 2020

India China Border Strategical Issue

India aur China ke madhya chal raha conflict akhir kis disha me jayega ? 


 

Power_game_India_china_Border_issue

                              

Ek Tarf china ke Ghatiya utpado ka utpat,dusri tarf mahamari ka maya jaal,jiske sammohan sakti se puri duniya adrhvichhipt awstha  me hai, teesra atikrman badi soch ka chakraviyuh
,kulmilakar Bharat ka gala ghotne ke liye, Dragon apna fanda kasta ja raha hai,
Bharat ka media bhi 24 hr been baja rahi hai ,
Dragon ki yah ek tarh ki radneeti hai,

Media ke madhyam se propagenda chalta Rahta hai, apna prapogenda failane ke liye Khas kar dusman Desh ke media ko saam ,daan,sand,bhed se ,Mahimamandan karwana, jisse wo desh gardan jhuka le ,phir wo ahiste ahiste kabhi pyar se to kabhi dara kar ustare se uska mundan kar de,Pakistan ,Nepal,Shrilanka ka mundan kar chuka hai, Ab wo chahta hai, Bharat bhi kar wa le?


India ka bhi ab tak yahi haal tha"colour karwate raho, sar na Mudne paye "Ab wo Bharat ko ankh dikha raha, "sar mudne par khali ole padenge, Na mudwaya to gole padenge"
prapogenda , one china policy , Arthik gherabandi, ye "china ki silent killing" strategy hai ,eska sikar bharat bhi hai,


   Indai ke kai kilomiter area  kabja liya ,Sarkar naraj na ho ?ya kahe line of actual control ke perception ko badal diya,ya badlna chahta hai,seema se sat gaya hai,matlab ki wo ange aur bhi vistar karega? dam hai to pichhe dhakel kar dikhao?
Nahi elaka chhod do? aisa china ki Bharat ko aprtyachh dhamki hai .
Sarkar ki mane to wo Arthik, Rajnaitik, kutneetik ke astar par pura pryas kar rahi hai ,ek ench bhi ange nahi badhne degi
,China ke ustare ki dhar ko kund kar ke hi dam legi?


eska matlab ki sarkar ne koi achook kargar chaukane wali radneet bana li hogi?
jiski kaat china ke paas nahi hogi?
Sarkar ki Sarkar jane?

Meri samjh se Bharat yadi  youddha ka nirnay lega to vayu chhamta ke adhar par hi lega?
vartman me Bharat ke pas jo 4 thi 5vi pidhi ke ladaku viman hai, china unse niptne ki kabiliyat rakhta hai ,Aisa uska daba hai ,uske pas Bharat ke mukable dogune se jyada ladaku vimaan  hai,honge ,lekin hai to chines hi nahi chale to saam tak, chale to chand tak,


America se Russiya china jaise desh yadi sidha takrav se katrate hai to uski ek hi vajah hai f-35 ladaku vimaan ,jissse china khasa khauf khata hai,
Mr.Modi ka lampat yaar Apni baat se palat jane wala ,paltu paltan ka sardar trump
jo bichauliya banne ko to taiyar hai ,


kya youddh ki Paristhiti me bharat ke sath hai, wo aisa kyun nahi kahta?
youddh abhyas ke liye hi sahi f-35 bharat ko dede ,ya koi aisa bayan de, karar kar le, vada e ekrar hi kar le?lag to nahi raha wo aisa karega ?
wo chahta hai china bharat ko gale tak jakd le ?
bharat ke pas bachne ka sirf ek matra wahi vikalp ho ,Modi phir bhage bhage uske pas aaye, phir wo  yes friend, dear friend, true friend , apni sahuliyat ke hisab se karar kare,

 
kulmilakar yah samjhe wo har lihaja bharat ko apne fayde ke liye upyog me lana chahta hai?
Russiya ne pahle se hi sanket dediye hai

 
Na edhar na udhar, santulan ki esthiti me rahega ? dono hi samntvadi  vaichardhara ke dhuri desh hai, Aitihasik paripechh me dekhe,china me comunist ki sarkar banane me  Russiya ka mahtpurn yog dan hai, 

 
Chines chaddi ka mask pahnne wala chaddistan pahle se hi ghat lagakar baitha hai ,
dusri tarf china ki tatti khane ko taiyar
baitha nepal ,ghatak to nahi lekin jahar to jahar hi hai kamjor to kar hi sakta hai, dhyan hata ki edhar se china ne jakd liya,
teesra ,Bharat ki girti arth vyvstha Namdarcorona ka prakop, antar kalh, antrikvirodh ,alag hi samsya hai,


aise paristhiti me yadi china ne bharat ki jameen kabja liya to log Manniya  Tritankeshwar modi ji ki ruh ki bhi khal khich lenge ?
nehru se bada desh ka khalnayak siddh  kar denge? Vipachhi party yon  ka bas ek hi maksad hai ,esraro esaro me sanket de bhi rahe hai,Rahul gandhi  chahte hai ,mere par dada ko jannat mile ,unki jagah jahnnum me modi ko dhakel diya jaye ,yadi aisa hua


to yah bhaut hi sarmnak hoga ,Desh ke liye aur Manniya Modi ji ki Bhartiya janta party ki Atma keliye bhi "Esse Achha  Pangong lake me jal samadhi lelena hoga"
Samay ki gati madhyam hai, eska labh uthate hue, teevra gati se faisle lekar Bhavishya ki anchahi paristhiti ko badla bhi ja sakta hai "

etni sari vikat paristhi me ek chij bharat ke liye jo jyada samvednsheel aur mahtvpurn hai ,bharatiya seema ki purntah surachha,
Sarkar ke pas vikalp kya kya hoskte hai, Sathi taur par yadi aklan kare,
Arthik Morche par china ki gherabandi,

Tiwan ko rachha upkarn muhaiya karwana,  saste electronics utpado ke nirman ke liye tiwan tatha viatnam ke sath vypar ko tarjeeh dijay, atm nirbhar Bharat  campaign jameen par landing kar sake ess disha me  Mahtvpurn Kadam hosakta hai?
"
China ke andruni masle par dakhal dena,Grah youddh ki esthiti paida, karna,Nationalist party ko samrthan dena, sambhav hai ki Bharat ke ess kadam se Russiya naraj hojayega ?Tiwan ka Russiya ki tarf jhukav sambhav nahi,America naraj hojayega,(ess samband me aitihasik paripechh se samjha ja sakta hai 

 )Esliye Bharat ke liye awsyk hai ki Russiya china se Naraj hojaye?
"
America ,China ke khilf morcha khol de,
India ka sahyogatmk rukh ho,
ya Bharat youddh ka agua bane
paschimi desho ka china ke prati
bane  mahaul ka fayda uthaye?
""
ya phir tit for tat neeti apnaye china 4 kadam ange badhe Sarkar varta lap kare ,high level meeting me 2 kadam pichhe dhakelne ki neeti apnaye ,udhar se Atnkistan bhi atnki bhejta rahe chhip kar war kare Bharat ek khoj documentry purvart karykram chalu rakkhe,
hamare etne mare unke etne mare ,Yahi khel china ke sath bhi Khele...

Nepal ne khali naksa hi banaya esse kya hoga, jab kabja karega dekha jayega ,China jo Pakistan ke sath mil kar jo khel khelta hai,Nepal ke sath mil kar wahi khel khelne lagega tab kya hoga ?kulmilakar yah trikoniya paristhithi Bharat ke liye ghatak siddh hogi?


ya phiŕ  Bharat ko 5finger par gherne ki one china policy ke khilaf reverse one china policy radneeti par chalte hue uski jameen par akraman karna chahiye,
prakrtik paristhitiyan Bharat ke pachhme hai,jo Bhartiya vayu sena ko majbuti pradan karne wali hai,  exe, ke taur par seemit  samjh se samjhe ...


 Tibet 5000 meter ki unchai par hai jisse china ke Ladaku viman jyada hanthiyar lekar upar nahi ja sakte, oxygen level kam hone ki vajah se fuel jyada kharch hoga ,engin efficiency bhi kam dega jis karn jyada der tak youdd maidan par nahi tike rah sakta ,bhale hi wo 5vi pidhi ka viman kyun na ho, dusra jo uske liye sabse ghatak hai unchai se niche Bharat ki tarf aane ke liye use projcetile motion me hi ana hoga ,sadharn sabdo me kahe to ek tarh ka curve jisse Bhartiya ladaku viman asani se target bana sakte hai ...


  America ,India ,se china ke satellite ki jankari sajha kar le?
Bharat anti satellite missile se antarichh me hi maar giraye, jisse china ka radar system
kam karna band kar de,aur Bharat china par bina kisi badha ke kahi bhi apne ladaku viman se missile daag sake,,Aisa China bhi kar sakta hai,America ke Bharat ke pachh me badhte jhukav se China Russiya se koi gupt samjhauta kar le,Russiya china ko Bhartiya satellite ki jankari de bhi sakta hai?

 
esliye Bharat ko Russiya ke sath barabar kutneetik sambandh bana kar rakhna awsyak hojata hai, paristhiti ko extream point se dekhe to Japan,aur Israel ka Naisrgik sahyog milta dikh raha hai...

Samudariya seemayon ki ore rukh kare to China ess chhetra me pahle se hi America se dabab ki esthit me hai ,uske 3 jangi jal hanthi dachhini china sagar me jal krida kar rahe hai, jo Bharatiya jal sena ko majbuti pradan karne wale hai...


thal sena ki ore rukh kare to Bharat ke pas active aur reserve 35 lack ke karib standing Army hogi, wahi China ke pas 26 lakh ke as pas hogi, vaise bhi ek Bhartiya jawan barabar 4 chines, banki tank bagairah jo jameen se mar karne wale hanthiyar hai...

 
India ke mukable sankhya bal ke adhar par jyada hai lekin youddh ki paristhi me vishesh kam nahi ayenge,lekin youddh ki paristhiti me china Pakistan ko dekar morcha khol sakta hai,Bharat ko ess lihaja parypt jameeni aslah ki kharidi kar leni chahiye?
Note :Bharat ki akele ki chhamta ke adhar par kya kar kar  sakta hai ,sanchhipt aklan hai, dhruviyakarn hone par paristhithi alag hoskti hai.