"Xi Jin Ping Strategy to take India and Pakistan"
" Political Mind Game "
Ess Article ke madhyam se ham XI Jin Ping ki Vistar vadi soch aur Nitiyo'n ke vishay me vistar se janenge ...
...
Xi jin pig "socha tha ki BJP ek extremism hindu party hai,
jiski vichardhara ,Atnkvaad, kattar muslim virodi hai , Pakistan ka
kachumar nikal degi,
Arthik ,Samrik, Rajnaitik, Bhaugolik,chautarfa nakel kass degi ,pakistan duniya bhar me mara mara phirega, America lat mar ke bhaga dega, phir abhaga ,apne hi pair khulhadi ka mara,bhaga bhaga meri shan me ayega,charanamrit piyega, phir mai use vardan dunga "jao Aatnki falo fulo, Tathastu " enhe palo, posho, Nafrat ka jahar pilao,
Kha
pee kar mote tagde hojayenge to bhej dunga india, upadrav karne
keliye,jaljala nahi lana ,nahi vardaan khatm hojayega ,khud hi niptna,khali uljahye rakhna hai,india ne jayada chi
chipid kiya to edhar se Gardan mai marod diya karunga, Muh pe chines
itam thus dunga,ess tarh dhandhe ka ganda khel bhi chalta rahega,
esi
liye Modi ke sath jhule bhi jhula, sath doklam,fafra ,bhi khaya,ghar
bhi bulaya,kekda biriyani,gular ka achar,sanp ki mundi ka sorma bhi
pilaya,( Modi ko bhaut deta hai) ,
sab ulta pulta hoga,mere bachhe corona ye tune kya kar diya ? apne baap ka dam ghot ke marega kya?
sab ulta pulta hoga,mere bachhe corona ye tune kya kar diya ? apne baap ka dam ghot ke marega kya?
edhar mai rajai,pe rajai ki ganth baithane pe laga hun?
udhar wo laal bandar (Trump)meri rajai khichne me laga hai? meri fate chatai to teri bhi khich lunga Rajai,chain ki need kaise sou,n sang lugai'duniya dari dhandhe ko mix kar gud gobar banna dega lagta hai,door se hi log ulti karte hai, pas aate hai to naak dabab ke aate hai,
udhar wo laal bandar (Trump)meri rajai khichne me laga hai? meri fate chatai to teri bhi khich lunga Rajai,chain ki need kaise sou,n sang lugai'duniya dari dhandhe ko mix kar gud gobar banna dega lagta hai,door se hi log ulti karte hai, pas aate hai to naak dabab ke aate hai,
meri hole me pole dal kar hi lagta hai manega ,duniya bhar dhindhora pit raha, karza aur corona marj dono ek hi hai,dono se social distence bana kar rakho,corona,se bach bhi gaye
to karze se mar diye jaoge,Naak pakad
kar south china sea ka pani muh me daal raha upar se, mere dard pe koi
marham to lagayega nahi, maine bhi to kabhi kisi ke dard pe marham
lagaya nahi, tension pe tension, kya karu? ,kya na karu? idea! work out
plane expansion!
sabhi padosiyon ki kaan marodta hun, Russia? sochna
bhi gunah hai, gardan hi marod dega, sari chalaki dhari ki dhari rah
jayegi, pahle kiski marodun? vitnam?Tiwan? Hongkong? bagairah Bagairaha n0,Yes ,₩¥$%÷,¥×€=÷, (Calculation bhaut karta hai, har kaam balance sheet ke hisab se)
pahle Modi ki, edhar se kaan marodunga, udhar se sapole chhod dunga, jitna chikhe, chillayega, ye piddi khud hi dar jayenge?
ye kya ?
He nastik ke khuda ! Astik ka khuda tum par Bhari kyun pad raha ?
kya socha tha aur kya ho raha?
Modi lagta hai upar chadh kar baith jayega?
border quick fix se tite karne me laga hai?
vyapar bhi chaupat horaha?
sari chalakiya ulti pad rahi?
pakad dhili padti ja rahi?
koi dar hi nahi raha?
kya kare?Kya na kare?
piddiyon par pressure badhaunga to laal bandar ghat laga kar baith,
bill se nikla ki panje sar kuchal dega,
mere bete korona, sun raha hai na, usski ankh fod do na?sab mile hue hai ji, apne baap ki lekar hi manega?
bhaav vaise bhi koi nahi deta,thukna ,Thukna bas bas bacha tha, sav Teri vajah se ho raha,
giddh (Putin) sath de de to sabse nipat lun?
phir laal bandar aur uske Nato sena ko Auto sena banadunga?
giddh (Putin) sath de de to sabse nipat lun?
phir laal bandar aur uske Nato sena ko Auto sena banadunga?
puri duniya mere under down hojayegi,mai mahasktishali desh ka Mahan Raja,
lekin ye giddh aisa hone nahi dega, ,meri majburi ka fayda uthakar andar hi andar maal kha
raha, chalu hanthiyar hume deraha , usse achhe hanthiyar india ko
deraha,
humare khud ke tik tok hanthiyar? tik hai, jaise bhi banaya
,tay tay fissss hogaye to?
ho hi jayenge? mujhe apne sapolo ki kabliyat par pura bharosha hai, nahi to etna prapogenda kyun karta?
ho hi jayenge? mujhe apne sapolo ki kabliyat par pura bharosha hai, nahi to etna prapogenda kyun karta?
agar eske safed kabutar ,india ko lagdi mar ke tagdi tod diya jaye, giddh aur laal bandar dono ki apas me clash karwa di jaye to clash of titne ho jaye, slow down economy, down pour hojaye,Europe ko silk Belt (Resam marg) se kas dunga ,
9Dash ka sara elaka hanthiya lunga,tik tok me video bana
bana kar Sabhi piddiyon Ko apne jaal me faas lunga, tab ja kar mera
sapne ka akar sakar hoga,duniya me meri hukumat mera samrajjya
hoga,Duniya kahegi, king of titne shi jin pig" sorry ping.

0 Comment to "'शी जिन पिंग की मन की बात,Action Plane ,Mind Game'"
एक टिप्पणी भेजें
Useful, valuable comments are welcome!!!