शनिवार, 20 फ़रवरी 2021

क्या "Covaxin" से चीन और कोरोना का इलाज संभव है ?

                                         

क्या "Covaxin" से चीन और कोरोना का इलाज संभव है ?

Plasma therpy aur covaxine dono hi saman siddhnt par kaam karte hai, mare hue corona virus ko antigen, ke rup me human body ke andar inject kiya jata hai, jisse manushya ke andar ka rachha tantra wbc task force sachet hojaye, aur parypat antibody ke rup me militry   seema par deploy kar sake, jaise hi china Namdar  corona akrman kare to mauke par hi maar giraya jaye,

jinke pas parypt antibody maujud hai, unhe ess vaccine se rahat mil sakti hai?


lekin vitnam, tiwan jaise desh,bade ,bujurg, bache,kisi gambhir bimari se grast Hong kong jo parypt antibody nahi bana sakte, unki chhmta hi utni nahi hai, uss awstha me antrik sakti vardhan ke alawa bahri sakti ki awsykta padegi jo antrik, surchha  ke sath, Dusman par sidha prahar kare, Ess disha me kai desho ki vaccine jinka parichhan manushya jaati par chal raha hai.


 jinme WHO ki fehlist me sabse upar oxford dwara banai gai vaccine jo samannya majhole kuchh aise visadu jo sardi, jukam ke prati uttar dai hai, jinka nakartmak prabhav manav sarir me kam padta hai ya nahi ke barabar padta hai, ka parichhan chal raha hai, ab ye to bhavishya Ke garbh me hai.


 Briten ne jis Hong kong ko China ko lise par diya tha,China dwara siver attacks hone par kaise respond karta hai ,ya phir America jiase kuchh power ful vaccine ki khoj ki awsykta Hogi, jo Banki kamjor,chhote desh,tiwan ,vitnam jaise kam umar, jyada umar, kai gambheer bimari se pravhaviton par saman pravhav se kaam kare , chhote mote desh ki antibody, ko nuksan bhi na pahunchaye aur unki samprabhuta, akhndta bhi surchhit rahe.


yadi safal parichhan elaj sambhav hopaya,to aise desh ke sansadhano ka samuchit  upyog south china sea me kiya ja sakega, Phil haal abhi to door ki kaudi hai,China,Corona,Namdar ke vyvhaar, karypradali par sodh samjh jis gati aur gahrai se badhti ja rahi, umeed  hai ki
Bhavishya me elaj sambhav ho payega."

China ,Corona,Namdar,Plasma therapy


Share this

हिंदी उपन्यासकार ,कहानीकार ,दार्शनिक ,प्रकाशित पुस्तकें " धारणावाद ;अमूर्त दर्शन, मुहाना सीरीज , घोस्ट हंटर , दायरा ,कहानी की दुनिया ,सैर सपाटा ,आबरू ,लम्पट ,किड्स बूस्टर ,कलर मी, नोट बुक "इत्यादि। Online, e-book, paper back ,amazon, flip kart ,notion press. Podcast Audio Book; Shool bhadra vs Andh karni

0 Comment to "क्या "Covaxin" से चीन और कोरोना का इलाज संभव है ?"

एक टिप्पणी भेजें

Useful, valuable comments are welcome!!!